

Nayi duniyaa aa gyi hai
Nayi duniya aa gyi hai
Nayi duniya aa gyi hai
Nayi duniyaa aa gyi hai,
Bhramaand mein tairate
Taari ke naukayein
Sabka bhagya sashwat milan par nirbhar hai
Sabka bhagya aap par nirbhar krta hai
Nayi duniya aa gyi (*2)
Yudhoon ke baad
Itne kashtoon ke baad
Itne anyaay ke baad
Nayi duniya aa gyi hai
Shanti aur sadhbhaav
Har saans ke saath
Har aalingan se badhti
Har muskaan mein chamakti
Nayi duniyaa aa gyi hai ….
Verse 2
Sab ekjut azaadi ke liye
Bin simaoon ki
Ek ananant shitiz manavta ki pratiksha kr rha
Astitva hi rakshak hai
Saar tatav hume unnat hai
Chetna hume tatvoon ke madhyam se ek krti hai
Azadi khudme hai
Vaha vaastivikta jo kaasht deti hai , luot ho jaaye
Bhramaand ka parivartansheel annant satya aapke bhitar hi hai
Aapke saar tatav ka satyaa aap hai
Yeh aapka saccha swaroop hai
Sabhi praniyoon ka milan
Sabhi dharmoon ka milan
Tab ..
Aastitav ka uday hai
Vishhwaas mit jaate hai
Bhay mit jaate hai
Naye shitiz ke surya ki kirno mein harday chamak uthte hai
Nayi subhah ka shitiz ….nayi duniyaa ka
Nayi duniya aa gyi hai ………
Verse 3
Prasdushan khatam hai
Machliyaan sudh jal mein tair rhi …
Nadiyaan phir se muskuraye
Mahasagar ko gale lagaye
Samundar ki lehre , hum sabko pooshan krti
Surya prathavi ke hardaye ko prakashit krte
Jungle khushi se jhume , door daraj ke deshoon mein jeevan bhare
Pahad saans lete aur ghatiyoon ko thandak dete
Nayi duniyaa aa gyi hai ….
Aaiyee logo ki asehenta ka aant krre jo maane hai ve sab jaane
Log haatho mein haath daalkar chal rhe shaanti aur sadhbhaav ka hardaye bante
Ab koi swaarth nhi
Bhook mit jaengi
Anayaye aur yudh mittein
Jeevan puranjanam ho
Aasha khilti hai
Bhavishya sach hai , ateet ki parchai ke bina
Nayi duniya aa gyi hai
Tumhare saath
Saaroo ka milan !!!!